Tips on Alternative Medicine | Tips on Dating | Tips on Ethics | Tips on Music MP3 | Tips on Satellite TV |
Unki chahat ko apni mohabbat bana ke dekh
Unki hasi ko apne hoton se muskurakar dekh
Unke ashkon ko apni ankhon se girakar dekh
Unki bechainiyon ke apne dil main basa ker dekh
Ye mohabbat ek hasin tohfa hai ae dost
Kabhi mohabbat ko is tarah bhi nibhakar dekh

*************************************************************
PYAAR BOHUT HAI TUM SE JANA,PER EZHAAR NAHI KARTE
MERI CHUP SE YEH NA SAMAJHNA, TUM SE PYAAR NAHI KARTE
APNI AANKHEIN TU HAR LAMHA,TERI RAAH HI TAKTI HEIN
OR TUM PAGAL YEH KEHTE HO HUM INTIZAR NAHI KARTE
**********************************************

Pyar karne se kuch milt a nahi,
Khwab dekhne se phul khilta nahi,
Aazma lo chahe kitni hi baar,
Magar naseeb me na ho tho,
Koi kabhi milta nahi..
********************************
Khwab dekhne se phul khilta nahi,
Aazma lo chahe kitni hi baar,
Magar naseeb me na ho tho,
Koi kabhi milta nahi..
********************************
Zamane se kab k guzar gaye hote,
Jeene se pehle hi mar gaye hote,
Bandhe na hote agar apki dosti k dhago me,
To kab ke motiyo jaise bikhar gaye hote..
********************

Kyu teri khamoshi mujhe khamosh kar jati hai,
Kyu teri udaasi mujhe udaas kar jaati hai,
Kya rishtaa hai mera aur tera,
Jo har pal teri yaad tadpa jati hai..
Lati hai Kabhi hontho pe hasi kabhi aankho mein nami
Ye tere pyaar ki khushboo hai jo Dil se gujar jaati hai...
*****************************

Mujhe dard-e-ishq ka maza malum hai,
Dard-de-dil ki inteha malum hai,
Zindagi me kabhi muskurane ki dua na dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki saza malum hai.
*****************************
Dard-de-dil ki inteha malum hai,
Zindagi me kabhi muskurane ki dua na dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki saza malum hai.
*****************************
Jadu chal bhi jata hai barsat mai...
Ishq pighal bhi jaata hai barsat mai...
E Dil e Nadan Tuje is ki kya khabar
Koyi jal bhi jaata hai barsaat mai...
******************************
tera talluq meray liye aik tohfa hy Khuda ka,
jo kabhi na tootay wo rishta hy wafa ka..
hum tujh ko kabhi bhula nahi sakain gey,
tujh sy rishta hay aisa,jaisay lub or dua ka .
***************************************************

__._,_.___
Visit Our WebSite : http://www.MumbaiHangout.Org
: http://www.mastchulbule.com/
Our Friends Network: http://www.nayidosti.com/home.php
See Us on Facebook : http://www.facebook.com/MumbaiHangOut
To Subscribe Get Emails from us click http://groups.yahoo.com/subscribe/MumbaiHangOut
------------------
DISCLAIMER :
------------------
This message serves informational purposes only and should not be viewed as an irrevocable indenture between anyone. If you have erroneously received this message, please delete it immediately and notify the sender at MumbaiHangOut-Owner@yahoogroups.com. The recipient acknowledges that any views expressed in this message are those of the Individual sender and no binding nature of the message shall be implied or assumed unless the sender does so expressly with due authority of The M.H.O. Group. M.H.O. reserves the right to repeal, change, amend, modify, add, or withdraw the contents herein without notice or obligation.
---------------------------------------------------
Note:- MHO is Not Responsible For Any Claims.

.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment